Mera tisa ke sath ek sal ka jo experience raha hai use dekh kar mai sochta hu kash mai kuch aur pahle tisa se juda hota. mujhe 22 sal tk ye nhi pata tha ki hakalane ka koi solution bhi hai. aur tisa jaisa koi association bhi hai jo pws ki help karta hai. hum log jaise bahut se pws hai jo aj bhi struggle kar rahe hai. unko koi guidence dene wala nhi hai. jaisa ki hum log bhi tisa se judne se pahle kiye honge ex. badam ka oil tongue pe lagana., mirch khana…………etc. jisne jo bhi kaha humlog waisa karne lagte the. kyo na hum log stammering se logo ko aware karne ke liye school/college se start karte hai. www.justdial.com ki help se humlog kisi bhi city ke school/college ka data excel sheet pe bana sakte hai . stammering aur tisa ka ppt bana kar scool/college me email kar sakte hai. aur college/school adminstration se notice board pe post karne ke liye permission le sakte hai. aur kisi ke pas is tarah ke koi ideas hai to wo share kar sakte hai. thanks..
Related Posts '
30 SEP
I Was 40, but I Still Felt Like a Child
Olga Bednarski, May 2026 For a long time, I felt like a child pretending to be an adult. In my twenties and even thirties, I...
04 SEP
16 वर्ष TISA के साथ: हकलाहट से संघर्ष से स्वीकार्यता तक की मेरी यात्रा
कुछ रिश्ते केवल समय के साथ पुराने नहीं होते, बल्कि...
30 AUG
The Dilemma of Malgudi SHG – A Short Story
Ears plugged with headphones, Sekharan was glued to his laptop screen, one eye gazing at the minute hand of the clock that was racing...
10 AUG
A Beautiful Morning in Cubbon Park
It was a beautiful cloudy ⛅ Sunday morning. And cubbon park 🌲🌳🌴 was absolutely beaming in bright 🔆✨ green...
02 AUG
A Stammer May Interrupt Words
A Stammer May Interrupt Words, But It Can Never Silence a Determined Voice." My Journey at the Regional Workshop 2026Simdega,...

3 thoughts on “HOW CAN WE DO AWARE PWS AND NON STAMMER ABOUT TISA”
admin
(July 25, 2012 - 2:58 am)tisa ka ek pumplet banbana hai,next meeting me kam se kam 1 school me jarur chalenge
Sachin
(July 25, 2012 - 3:16 am)Apna Hath- Jagannath!
On the right path!
Dont get discouraged by initial difficulties..
admin
(July 25, 2012 - 7:59 pm)Stammering awareness is must, we should must do something for it. Like Sachin sir always say "Take initiative". I am always thinking that i should do that and those, but can't, bz their is no stammer in patna want to talk openly about their problem but i am trying to take some steps.
Comments are closed.